Sory to post comments on this forum, ....... Jo kuch hamary mulak main ho raha hay is main sub sa bara haat hamary awam ka ha Vote daina jatay hain to kuch sochtay hi nahin. Mairay bhi ya ALLAH ki taraf sa hum par musalat hain. Jub hum apnay aap ko theak kar lain ga to in main sa koi b nahin ho ga YA yahi theak ho jain ga. Baqi ph 9 ki jitni achi location hay ya price b kum hay.